SEARCH RESULTS
Showing search results for "por"
Ghazal MATCHES FOR "por"
Ghazal
vo narm lahje me.n kuchh to kahe ki lauT aa.e
samaa'ato.n kii zamii.n par phuvaar kaa mausam
Parveen Shakir
Ghazal
campus kii nahr par hai tiraa haath haath me.n
mausam bhii laa-zavaal hai aur chaa.nd-raat hai
Wasi Shah
Ghazal
shafaq jo ruu-e-sahar par gulaal malne lagii
ye bastiyo.n kii fazaa kyuu.n dhu.aa.n ugalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
ye kis ke naam kii tapish se por por jal uThe
hatheliyaa.n mahak ga.ii.n hinaa hii aur ho ga.ii
Aleena Itrat
Ghazal
gul khilaa kar abhii bulbul ko jalaa.uu.n kyaa kyaa
vo inaayat kare.n gar por kaa chhallaa apnaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
thii jis kii por por mirii lams-aashnaa
ab yaad us ke gesuu-o-ruKHsaar tak nahii.n
Irfan Sattar
Ghazal
vo saa.ns saa.ns me.n ghulne lagaa hai yuu.n mere
mai.n por por se us ko pukaar saktaa huu.n
Saim Ji
Ghazal
yaad jab aayaa ko.ii va.ada-e-ta.amiir mujhe
mai.n ne tab jism kii har por ko me.amaar kiyaa
Jabbar Wasif
Ghazal
ye kaisii aag hai jo por por raushan hai
ye kis ne rakh dii mirii u.ngliyo.n pe mash.al phir
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
mai.n por por talak ishq me.n nikharne lagaa
tiraa visaal mohabbat me.n rang bharne lagaa
Shahbaz Nayyar
Ghazal
sab kuchh to Thiik thaa jo nazar paa.nv par pa.Dii
mastii me.n Duube mor ko KHaamosh kar diyaa
Faiyaz Rashk
Ghazal
Rafiq Sandelvi
Ghazal
jo fe.al-e-asl ko mai.n nazm karne baiThuu.n to
badan se lahr uThe por por ho jaa.e
Shamim Qasmi
Ghazal
Ezaz Afzal
Ghazal
zaaro.n se Dariye phuuliye zar par na zor par
kiije nigaah haal-e-sulaimaan-o-mor par