SEARCH RESULTS
Showing search results for "prem warbartani"
Ghazal MATCHES FOR "prem warbartani"
Ghazal
kaaGazii haath hame.n raas na aa.e.n shaayad
ab ke miTTii se Gazal ko.ii ugaa.e.n shaayad
Prem Warbartani
Ghazal
kabhii khole to kabhii zulf ko bikhraa.e hai
zindagii shaam hai aur shaam Dhalii jaa.e hai
Prem Warbartani
Ghazal
saliiqa hai mujhe taaro.n se lau lagaane kaa
ki mai.n charaaG nahii.n daaG ke gharaane kaa
Prem Warbartani
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
aaj kyaa dekhaa KHalaa.o.n ke sunahre KHvaab me.n
regzaaro.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n mahtaab me.n
Prem Warbartani
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
ye shab to kyaa sahar ko bhii shaayad nahii.n pataa
mai.n aaKHirii charaaG huu.n suuraj ke shahr kaa
Prem Warbartani
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
dekho ki dil-jalo.n kii kyaa KHuub zindagii hai
parvaane jal chuke hai.n aur sham.a jal rahii hai
Prem Warbartani
Ghazal
yuu.n lahaktaa hai tire nau-KHez KHvaabo.n kaa badan
jaise shabnam se dhule taaza gulaabo.n kaa badan
Prem Warbartani
Ghazal
na puuchh dil ke KHaraabe se aur kyaa niklaa
ba.Dii talaash ke baa'd ek naqsh-e-paa niklaa
Prem Warbartani
Ghazal
guftuguu kyuu.n na kare.n diida-e-tar se baadal
lauT aa.e hai.n sitaaro.n ke safar se baadal
Prem Warbartani
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
kabhii to khul ke baras abr-e-mehrbaa.n kii tarah
miraa vajuud hai jalte hu.e makaa.n kii tarah
Prem Warbartani
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
ho gayaa huu.n har taraf bad-naam tere shahr me.n
ye milaa hai pyaar kaa in.aam tere shahr me.n