SEARCH RESULTS
Showing search results for "pujaarii"
Ghazal MATCHES FOR "pujaarii"
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
uTThaa ajab tazaad se insaan kaa KHamiir
aadii fanaa kaa thaa to pujaarii baqaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
deviyaa.n pahu.nchii.n thii.n apne baal bikhraa.e hu.e
devtaa mandir se nikle aur pujaarii ho ga.e
Rahat Indori
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jo mansabo.n ke pujaarii pahan ke aate hai.n
kulaah tauq se bhaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
vaqt ke puujne vaale hai.n pujaarii un ke
ko.ii matlab ho to Gam-KHvaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
vo dilaavar jo siyah shab ke shikaarii nikle
vo bhii cha.Dhte hu.e suuraj ke pujaarii nikle
Mohsin Naqvi
Ghazal
us but ke pujaarii hai.n musalmaan hazaaro.n
big.De hai.n isii kufr me.n iimaan hazaaro.n
Hasrat Mohani
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
kirshn kaa huu.n pujaarii alii kaa banda huu.n
'yagaanaa' shaan-e-KHudaa dekh kar rahaa na gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
ab mire vaaste tiryaak hai ilhaad kaa zahr
tum kisii aur pujaarii ke KHudaa ho jaanaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
dil parastaar nahii.n apnaa pujaarii bhii nahii.n
devtaa ko.ii bhalaa kaise hamaaraa hogaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
Balmohan panday
Ghazal
dukh me.n kyaa karte ho.nge daulat ke pujaarii
ruup khilaunaa to.D ke man bahlaate ho.nge