SEARCH RESULTS
Showing search results for "purkaar"
Ghazal MATCHES FOR "purkaar"
Ghazal
vo aa.nkh ki hai surma-e-afra.ng se raushan
purkaar o suKHan-saaz hai namnaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mohabbat sulh bhii paikaar bhii hai
ye shaaKH-e-gul bhii hai talvaar bhii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Tousief Tabish
Ghazal
ham tire Gam ko jo purkaar banaa kar uTThe
nafas-e-garm ko talvaar banaa kar uTThe
Kausar Jayasi
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
phir ko.ii zaKHm ki kuchh din hame.n pur-kaar rakhe
ishq ko fursat-e-be-kaar se Dar lagtaa hai
Talib Husain Talib
Ghazal
aa.ii hai arz saarii ab us ke daa.ere me.n
taKH.iil paa-ba-jaulaa.n pur-kaar ho ga.ii hai
Syed Hamid
Ghazal
hu.aa kaaGaz musavvar ek paiGaam-e-zabaanii se
suKHan tasviir tak pahu.nchaa hunar purkaar tak aayaa
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
jo log saada-dil the purkaar ho ga.e hai.n
ab aadmii ke rishte dushvaar ho ga.e hai.n
Nazeer Siddiqui
Ghazal
uf vo purkaar jo sunte hii taGaaful kaa gila
ishva-o-naaz ko ta.aliim-e-pashiimaanii de
Asar Lakhnavi
Ghazal
haath thakte nahii.n ra.ngo.n ke hayuule ban kar
ahl-e-fan ko sar-e-kaaGaz KHat-e-pur-kaar bahut
Siddique Afghani
Ghazal
mu.nh-zor hai.n maGruur hai.n pur-kaar nahii.n hai.n
ham log abhii saahab-e-kirdaar nahii.n hai.n