SEARCH RESULTS
Showing search results for "purkaar"
Nazm MATCHES FOR "purkaar"
Nazm
saza
tum KHuun thuuktii ho ye sun kar KHushii hu.ii
is rang is adaa me.n bhii purkaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
shaeron ka jabr
apnii nazme.n usii ik tasalsul-zada daa.ere me.n hai.n
purkaar jin kii rihaa.ii pe maa.il nahii.n
Tabish Kamal
Nazm
raqqasa-e-auham
shaa.ir ke nahii.n siine me.n gunjaa.ish-e-takiya
maanaa ki bahut dilkash-o-purkaar hai aalam
Bebak Bhojpuri
Nazm
shab-gardon ke liye ek nazm
vo kabhii soyaa nahii.n
jis ke paikar ko havaa ne bhii kabhii mas na kiyaa
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
itna malum hai!
us ne be-saaKHta phir mujh ko pukaaraa hogaa
chalte chalte ko.ii maanuus sii aahaT paa kar
Parveen Shakir
Nazm
chand roz aur meri jaan
dil kii be-suud ta.Dap jism kii maayuus pukaar
chand roz aur mirii jaan faqat chand hii roz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
do ishq
us jaan-e-jahaa.n ko bhii yuu.nhii qalb-o-nazar ne
ha.ns ha.ns ke sadaa dii kabhii ro ro ke pukaaraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wo
kis qadar pairaaya parvar aur kitnii saada-kaar
kis qadar sanjiida o KHaamosh kitnii baa-vaqaar
Jaun Eliya
Nazm
mata-e-ghair
merii uj.Dii hu.ii niindo.n ke shabistaano.n me.n
tuu kisii KHvaab ke paikar kii tarah aa.ii hai