SEARCH RESULTS
Showing search results for "putlii"
Ghazal MATCHES FOR "putlii"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
baa.nho.n me.n aa sakaa na havelii kaa ik sutuun
putlii me.n merii aa.nkh kii sahraa simaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
yuu.n naqsh hu.aa aa.nkh kii putlii pe vo chehra
phir ham ne kisii aur kii suurat nahii.n dekhii
Shahzad Ahmad
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
putlii kii evaz huu.n but-e-ra.anaa-e-banaaras
allaah phir in aa.nkho.n ko dikhlaa.e banaaras
Hatim Ali Mehr
Ghazal
daa.era dar daa.era paanii kaa raqs jaavedaa.n
aa.nkh kii putlii ko dariyaa ke bha.nvar achchhe lage
Asad Badayuni
Ghazal
dekh kar har ek shai kaa faisla karte hai.n log
aa.nkh kii putlii me.n kyaa hai dekhtaa ko.ii nahii.n
Shahzad Ahmad
Ghazal
Ghamgeen Dehlvi
Ghazal
gar alaava tire aataa hai kisii aur kaa KHvaab
raat bhar aa.nkh kii putlii ko chubhan nochtii hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
badan me.n phail rahii hai ye kaa.enaat 'aazar'
hamaarii aa.nkh kii putlii simaT rahii hogii
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
mujh ko kaTh-putlii banaa kar raqs karvaatii rahii
zindagii ne ye tamaasha umr bhar jaarii rakhaa
Ajay Agyat
Ghazal
tilism-KHaana-e-hairat hai ek putlii me.n
dikhaatii hai.n mujhe kyaa kyaa ye muKHtasar aa.nkhe.n
Khan Rizwan
Ghazal
hamaarii aa.nkh kii putlii me.n ashk kii suurat
chamak rahaa hai kisii shahr-e-be-misaal kaa dukh
Mansoor Faaiz
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
chhuT ga.ii.n nabze.n hu.e lab band putlii phir ga.ii.n
aur vo marduud kahtaa hai ki ye dam-baaz hai
Boom Merathi
Ghazal
gad kaa kahii.n vo surma kaa dumbaala uThaa.e
hai dast-e-mizha me.n liye putlii kii phirii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
biThaa kar tumhe.n sham.a ke paas dekhaa
tum aa.nkho.n kii putlii vo ghar kaa ujaalaa