SEARCH RESULTS
Showing search results for "puud"
Ghazal MATCHES FOR "puud"
Ghazal
aalam jahaa.n ba-arz-e-bisaat-e-vajuud thaa
juu.n sub.h chaak-e-jeb mujhe taar-o-puud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
taar-e-nafas se hai tan-e-KHaakii basaa hu.aa
hai ankabuut lipTii hu.ii taar-o-puud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ye taar-o-puud nizaam-e-KHirad bikhar ke rahe
junuu.n ba-qadr-e-tajallii jo hoshiyaar na ho
Nushur Wahidi
Ghazal
bikhre hai.n zindagii ke kuchh is tarah taar-o-puud
har zarra apne-aap me.n mahshar-numaa hu.aa
Qayyum Nazar
Ghazal
ab daastaan-e-Gam me.n tasalsul nahii.n rahaa
lafzo.n ke taar-o-puud kii zanjiir chhin ga.ii
Jameel Azimabadi
Ghazal
tuu apnii zaat se mujh ko alag na jaan ki mai.n
tire jamaal kii nik.hat ke taar-o-puud me.n huu.n
Raza Hamdani
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho