SEARCH RESULTS
Showing search results for "puurab"
Ghazal MATCHES FOR "puurab"
Ghazal
do-jahaa.n ko laa Dubo.e vo zaraa sii aabjuu me.n
tirii chashm-e-surmagii.n ko jo ko.ii pur-aab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
galii galii tirii KHaatir phiraa ba-chashm-e-pur-aab
lagaa ke tujh se dil apnaa bahut KHaraab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tanhaa.ii-e-firaaq ke qurbaan jaa.iye
mai.n huu.n KHayaal-e-yaar hai chashm-e-pur-aab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
go zamzama-e-delhi o kuu lahja-e-puurab
kyuu.n us kii taraf hote ho naahaq ko razaalo
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
pa.Dii thii kisht-e-tamannaa jo KHushk muddat se
rahiin-e-minnat-e-chashm-e-pur-aab ho ke rahii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
dekhaa jo os pa.Dte gulshan me.n ham to aaKHir
gul kaa vo ruu-e-KHandaa.n chashm-e-pur-aab niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shaayad vo tujh ko dekh ke Gam khaa.e 'mus.hafii'
tuu us ke saamne to ba-chashm-e-pur-aab aa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
qasd jab terii ziyaarat kaa kabhuu karte hai.n
chashm-e-pur-aab se aa.iine vazuu karte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
aa.nsuu kii tarah diida-e-pur-aab me.n rahnaa
har gaam mujhe KHaana-e-sailaab me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
jaane kyuu.n rok rahii hai mujhe ashko.n kii qataar
chashm-e-pur-aab se aage bhii kahii.n jaanaa hai