SEARCH RESULTS
Showing search results for "puurnimaa"
Ghazal MATCHES FOR "puurnimaa"
Ghazal
suuraj to e'tibaar ke qaabil nahii.n rahaa
ai puurnimaa kii raat mire saath saath chal
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
jo amaavas kii raat me.n chamke vo jugnuu
puurnimaa ke chaa.nd pe bhaarii hotaa hai
Moin Shadab
Ghazal
Seema Fareedi
Ghazal
detaa huu.n tum ko KHushki-e-mizhgaa.n kii mai.n du.aa
matlab ye hai ki daaman-e-pur-nam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
abhii bazm-e-tarab se kyaa uThuu.n mai.n
abhii to aa.nkh bhii pur-nam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
yahii hai azm ki dil bhar ke aaj ro liije
ki kal ye diida-e-pur-nam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
'purnam' Gam-e-ulfat me.n tum aa.nsuu na bahaa.o
is aag ko paanii se bujhaayaa nahii.n jaataa
Purnam Allahabadi
Ghazal
ye kyaa ki tujhe bhii hai zamaane se shikaayat
ye kyaa ki tirii aa.nkh bhii pur-nam hai mirii jaa.n
Habib Jalib
Ghazal
tuu kuchh to mire zabt-e-mohabbat kaa sila de
ha.ngaam-e-fanaa diida-e-pur-nam kii tarah aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
baraste rahte hai.n din raat hijr me.n 'purnam'
ye haal-e-diida-e-pur-nam hai kyaa kiyaa jaa.e