SEARCH RESULTS
Showing search results for "pyaala"
Ghazal MATCHES FOR "pyaala"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
uthlaa saa naaf-pyaala hamaarii nahii.n talaash
ai la.Dkiyo! bataa.o bha.nvar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
tere ho.nTo.n ke liye ho.nT mere aab-e-hayaat
aur ko.ii jo chhu.e zahr kaa pyaala ho jaa.uu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
sach baat pe miltaa hai sadaa zahr kaa pyaala
jiinaa hai to phir jiine kaa iz.haar na maa.ngo
Qateel Shifai
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
us kii galii me.n zarf se ba.Dh kar milaa mujhe
ik pyaala justujuu thii samundar milaa mujhe
Fawad Ahmad
Ghazal
idhar to dard kaa pyaala chhalakne vaalaa hai
magar vo kahte hai.n ye daastaan kuchh kam hai
Manzar Bhopali
Ghazal
pyaala KHaalii uThaa kar lagaa liyaa mu.nh se
ki 'yaas' kuchh to nikal jaa.e hausla dil kaa
Yagana Changezi
Ghazal
paimaana merii umr kaa labrez ho kahii.n
saaqii mujhe bhii ab to pyaala pilaa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
yak chashmak-e-pyaala hai saaqii bahaar-e-umr
jhapkii lagii ki duur ye aaKHir hii ho chukaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
maqduur tak sharaab se rakh a.nkh.Diyo.n me.n ra.ng
ye chashmak-e-pyaala hai saaqii havaa-e-gul
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n tishna kaam tire mai-kade se lauT aayaa
kisii ke naam kaa le kar pyaala kyaa kartaa
Nasir Kazmi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
piram pyaalaa pilaavo munj kuu.n dam dam
ki tuu.n hai do jagat me.n munj sa.ngaatii
Quli Qutub Shah
Ghazal
paiham diyaa pyaala-e-mai barmalaa diyaa
saaqii ne iltifaat kaa dariyaa bahaa diyaa
Hasrat Mohani
Ghazal
KHurshiid saa pyaala-e-mai be-talab diyaa
piir-e-muGaa.n se raat karaamaat ho ga.ii