SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaa.el"
Ghazal MATCHES FOR "qaa.el"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n qaa.el-e-KHuddaarii-e-ulfat sahii lekin
aadaab-e-mohabbat se to begaana nahii.n huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
ye samajh lo be-hisii us kaa muqaddar ban chukii
ai 'aniis' apnii Galat-kaarii pe jo qaa.el na ho
Anis Dehlavi
Ghazal
jin ko inaayat-e-azalii se hai chashm-daasht
vo mo'taqid du.aa ke na qaa.el davaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
ab naam nahii.n kaam kaa qaa.el hai zamaana
ab naam kisii shaKHs kaa raavan na milegaa
Anwar Jalalpuri
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
suno mai.n hijr me.n qaa.el nahii.n huu.n rone kaa
kaho to jashn ye apnii tarah manaa luu.n mai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
kahne kaa to apne hai 'vafaa' aap bhii qaa.el
kahne ko ye kahtaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
shaiKH par haath uThaane ke nahii.n ham qaa.el
haath uThaane kii jo Thaanii hai to baatil se uThaa
Shaad Aarfi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
bazm-e-tarab bisaat-e-masarrat fareb hai.n
mai.n aish-e-musta.aar kaa qaa.el nahii.n rahaa