SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaafila"
Ghazal MATCHES FOR "qaafila"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
jhapak rahii hai.n zamaan o makaa.n kii bhii aa.nkhe.n
magar hai qaafila aamaada-e-safar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vaqt kaa qaafila aataa hai guzar jaataa hai
aadmii apnii hii manzil me.n Thahar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
raste me.n luT gayaa hai to kyaa qaafila to hai
yaaro na.e safar kaa abhii hausla to hai
Jameel Malik
Ghazal
kaun saa qaafila hai ye jis ke jaras kaa hai ye shor
mai.n to niDhaal ho gayaa ham to niDhaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
ham bhii manzil pe pahu.nch jaa.e.nge marte khapte
qaafila yaaro.n kaa jaataa hai agar jaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
hujuum aisaa ki raahe.n nazar nahii.n aatii.n
nasiib aisaa ki ab tak to qaafila na hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
guzar gayaa ho agar qaafila to dekh aa.o
pas-e-Gubaar kisii kii nazar na rah jaa.e
Abhishek Shukla
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aaj bhii qaafila-e-ishq ravaa.n hai ki jo thaa
vahii miil aur vahii sa.ng-e-nishaa.n hai ki jo thaa