SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaafila"
Nazm MATCHES FOR "qaafila"
Nazm
jawab-e-shikwa
qaafila ho na sakegaa kabhii viiraa.n teraa
Gair yak-baa.ng-e-daraa kuchh nahii.n saamaa.n teraa
Allama Iqbal
Nazm
jashn-e-azadi
barq-raftaarii pe apnii rashk kartaa thaa jahaa.n
suu-e-aazaadii hamaaraa qaafila thaa tez-gaam
Arsh Malsiyani
Nazm
heart-attack
silsila-vaar pataa dene lagii.n
ruKHsat-e-qaafila-e-shauq kii tayyaarii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zauq o shauq
qaafilaa-e-hijaaz me.n ek husain bhii nahii.n
garche hai taab-daar abhii gesuu-e-dajla-o-furaat!
Allama Iqbal
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
abhii tak naaz karte hai.n sab ahl-e-qaafila
apne hudii-KHvaano.n par aashufta-kalaamo.n par
Ahmad Faraz
Nazm
yaad-e-aligarh
har ik gaam ahbaab kaa qaafila thaa
idhar da.avaa karnaa udhar kar dikhaanaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dosto qaafila-e-dard kaa ab kyaa hogaa
ab ko.ii aur kare parvarish-e-gulshan-e-Gam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Hyderabad
jagmagaatii hu.ii yaado.n ke hasiin aa.nchal me.n
aaj phir qaafila-e-sub.h-o-masaa Thahraa hai
Khurshid Ahmad Jami
Nazm
ek raushan jawan justuju
justujuu kaa niDar qaafila
mish.ale.n thaam kar, raat ko chiirtaa
Nahid Qasmi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
ravaa.n hai qaafila-e-irtiqaa-e-insaanii
nizaam-e-aatish-o-aahan kaa dil hilaa.e hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
aur ye chaahaa hai ki mai.n qaafila-e-aadam ko
Tokne vaalii nigaaho.n kaa madad-gaar banuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
barah mahine
saal me.n jab bhii maah-e-august aa chalaa
apnii aazaadiyo.n kaa ba.Dhaa qaafila
Haidar Bayabani
Nazm
diwali
ahl-e-ayodhyaa kii zabaa.n par thaa ye kalaam
ham be-baso.n kaa qaafila-saalaar aa gayaa