SEARCH RESULTS
Showing search results for "qad-e-ilhaam"
Ghazal MATCHES FOR "qad-e-ilhaam"
Ghazal
Nasir Shahzad
Ghazal
paaya-e-KHisht-o-KHazaf aur guhar se uu.nchaa
qad yahaa.n be-hunarii kaa hai hunar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
be-karaa.n huu.n mai.n samundar kii tarah
mauj-e-shabnam qad miraa naapegii kyaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kabhii to koh-e-giraa.n tak nazar nahii.n aa.e
kabhii havaa kaa mujhe naqsh-e-paa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
is zamaane me.n bhii ilhaam hai 'manzuur' kaa sher
mai.n kisii daur me.n hasrat-kash-e-ilhaam na thaa
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
dekhne jaa.uu.n qad-o-aariz-o-gesuu-e-sanam
sochtaa huu.n ki ko.ii raah-o-mafar hai ki nahii.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Hamid Husain Hamid
Ghazal
mai.n ne kab da.avaa-e-ilhaam kiyaa hai 'taabaa.n'
likh diyaa kartaa huu.n jo dil pe guzartii jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
yaad-e-gesuu-o-qad-e-yaar liye phirte hai.n
ham kahii.n ho.n rasan-e-daar liye phirte hai.n
Mohammad Ali Taj
Ghazal
maslahat sahar bahut phuu.nktii phirtii hai bhare
kam qad-o-qaamat-e-vahshat nahii.n ham kar sakte
Jaleel 'Aali'
Ghazal
ham-sar-e-zulf qad-e-huur-e-shamaa.il Thahraa
laam kaa KHuub alif madd-e-muqaabil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
zehn KHaaliq hai KHayaalaat kaa tasliim magar
zehn par suurat-e-ilhaam utarte hai.n KHayaal
Yusuf Qamar
Ghazal
qaa.il ba-dil huu.n tab amal-e-hub kaa mai.n ki jab
us shoKH se ba-jadd-o-kad-e-a.amilaa.n miluu.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
dekhuu.n huu.n gar alif ko to ai dil hazaar baar
kartaa huu.n yaad tere qad-e-dil-nashiin ko