SEARCH RESULTS
Showing search results for "qadah"
Ghazal MATCHES FOR "qadah"
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
muddat hu.ii hai yaar ko mehmaa.n kiye hu.e
josh-e-qadah se bazm charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
girnii thii ham pe barq-e-tajallii na tuur par
dete hai.n baada zarf-e-qadah-KHvaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
taaki ta.ana na mile ham ko tunuk-zarfii kaa
ham qadah saamne aGyaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
hu.aa visaal se shauq-e-dil-e-hariis ziyaada
lab-e-qadah pe kaf-e-baada josh-e-tishna-labii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mire qadah me.n hai sahbaa-e-aatish-e-pinhaa.n
ba-ruu-e-sufra kabaab-e-dil-e-samandar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
saaqiyaa ham se bhii deriina maraasim hai.n tire
ye jo mahruum-e-qadah Garq-e-alam hai.n ham hai.n
Wasi Shah
Ghazal
bazm-e-qadah se aish-e-tamannaa na rakh ki ra.ng
said-e-ze-daam-e-jasta hai us daam-gaah kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai daur-e-qadah vaj.h-e-pareshaanii-e-sahbaa
yak-baar lagaa do KHum-e-mai mere labo.n se
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe kyuu.n na aave saaqii nazar aaftaab ulTaa
ki pa.Daa hai aaj KHum me.n qadah-e-sharaab ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
baras gayaa ba-KHaraabaat-e-aarzuu tiraa Gam
qadah qadah tirii yaade.n subuu subuu tiraa Gam
Majeed Amjad
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
goyaa sharaab hii se bharaa umr kaa qadah
maut us kii KHuub hai jo piye umr bhar sharaab