SEARCH RESULTS
Showing search results for "qadd-o-rukh"
Ghazal MATCHES FOR "qadd-o-rukh"
Ghazal
manzuur thii ye shakl tajallii ko nuur kii
qismat khulii tire qad-o-ruKH se zuhuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
paaya-e-KHisht-o-KHazaf aur guhar se uu.nchaa
qad yahaa.n be-hunarii kaa hai hunar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
be-karaa.n huu.n mai.n samundar kii tarah
mauj-e-shabnam qad miraa naapegii kyaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bahut jabiin-o-ruKH-o-lab bahut qad-o-gesuu
talab hai shart-e-sukuu.n ke hazaar-haa pahluu
Tabish Dehlvi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
kartaa huu.n jo baar baar bosa-e-ruKH kaa savaal
husn ke sadqe se hai mujh ko gadaa.ii kaa ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kabhii to koh-e-giraa.n tak nazar nahii.n aa.e
kabhii havaa kaa mujhe naqsh-e-paa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
labrez hai shu.aa-e-ruKH-e-dil-faroz se
le aab-e-husn-e-saaGar-e-sarshaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mire lahuu me.n ab itnaa bhii rang kyaa hotaa
taraaz-e-shauq me.n aks-e-ruKH-e-nigaar bhii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jab tak rahe vo merii nigaaho.n ke saamne
Thahrii na ek ruKH se adaa-e-KHiraam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ek diivaane ko itnaa hii sharaf kyaa kam hai
zulf o zanjiir se yak-guuna shaGaf kyaa kam hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
go qatre me.n dariyaa.o.n kaa tuufaan samaa.e
par shauq kii ruudaad kab alfaaz me.n aa.e
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
zaKHm-e-furqat ko tirii yaad ne bharne na diyaa
Gam-e-tanhaa.ii magar ruKH pe ubharne na diyaa
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ruKH-o-qadd-o-badan-o-Guncha-lab aisaa bhaayaa
ki ham ai 'rashk' gul-o-sarv-o-saman bhuul ga.e
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
ham-sarii kii qad-e-mauzuu.n o ruKH-e-raushan se
chor kii tarah diyaa sham.a ko laTkaa ulTaa