SEARCH RESULTS
Showing search results for "qadre"
Ghazal MATCHES FOR "qadre"
Ghazal
be-ishq umr kaT nahii.n saktii hai aur yaa.n
taaqat ba-qadr-e-lazzat-e-aazaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
girafta-dil hai.n bahut aaj tere diivaane
KHudaa kare ko.ii tere sivaa na pahchaane
Nasir Kazmi
Ghazal
dil-e-hasrat-zada thaa maa.ida-e-lazzat-e-dard
kaam yaaro.n kaa ba-qadr-e-lab-o-dandaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-qadr-e-zarf hii garche savaal hai meraa
ajab nahii.n ki mujhe be-hisaab mil jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
us chashm-e-mai-farosh se ko.ii na bach sakaa
sab ko ba-qadr-e-hausla-e-dil suruur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
misaal ye mirii koshish kii hai ki murG-e-asiir
kare qafas me.n faraaham KHas aashiyaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ab aur Dhuu.nDiye ko.ii jaulaa.n-gah-e-junuu.n
sahraa ba-qadr-e-vus.at-e-yak-gaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
kabhii ha.nse kabhii aahe.n bharii.n kabhii ro.e
ba-qadr-e-martaba har Gam kaa ehtiraam kiyaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
balaa se ham na piye.n mai-kada to garm hu.aa
ba-qadr-e-tishnagii ranj-e-KHumaar apnaa hai