SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaraabat"
Ghazal MATCHES FOR "qaraabat"
Ghazal
vo mere qurb me.n hai bahut be-sukuun saa
us ke sukuun ko hai qaraabat tamaam shud
Tahir Adeem
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
tirii qaraabat unhe.n bhii kahaa.n mayassar hai
tire jamaal-kade me.n jo baaryaab hu.e
Bismil Dehlavi
Ghazal
Irfan Ahmad mir
Ghazal
ek mahsuus qaraabat kii vo KHushbu-e-badan
jis ko chhuune kaa tasavvur me.n bhii yaaraana hu.aa
Ain Salam
Ghazal
ham ne dekhe hai.n kuchh aise bhii qaraabat vaale
pesh aate hai.n jo apno.n se yaziido.n kii tarah
Saba Naqvi
Ghazal
us ko gar apnaa kaho fard qaraabat jaano
vo agar jhuuT bhii bole to sadaaqat jaano
Farooq Noor
Ghazal
Maikash Amrohvi
Ghazal
dard-e-furqat se qaraabat sii hu.ii jaatii hai
haa.e ye bhii mirii aadat sii hu.ii jaatii hai
Bismil Dehlavi
Ghazal
ulaT ga.e hai.n qaraabat ke zaabte saare
sabaa.e.n qabr pe chaltii hai.n aa.ndhiyaa.n ghar me.n
Arsh Siddiqui
Ghazal
ho jis ko dasht me.n haasil qaraabat-e-zaiGam
vahii Gazaal hujuum-e-sagaa.n se aage hai
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
apne maz.hab me.n qaraabat nahii.n ajdaad kii shart
tujh se nisbat hai jise us se hame.n KHveshii hai
Qayem Chaandpuri
Ghazal
us yuusuf-e-dauraa.n se qaraabat na rakhe.n ham
tajviiz-e-aziizaa.n pe 'amal kar liyaa jaa.e
Yawar Azeem
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale