SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarn"
Ghazal MATCHES FOR "qarn"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
Mohammad Ahmad
Ghazal
das das baar pa.Dhii hai mai.n ne mahaa-bhaarat
ko.ii nahii.n hai karn saa daanii kaa kirdaar
Saiyad Shadab Asghar
Ghazal
aaj tak duniyaa na de paa.ii misaal
qarn-e-avval me.n vo sultaanii hu.ii
Mohammad Wasiq Nadeem
Ghazal
ham ki har qarn me.n mil mil ke bichha.Dne vaale
aa KHudaa ko bhii kare.n apnii rivaayat kaa shariik
Saima Zaidi
Ghazal
hai pyaar mujh ko kitnaa bataanaa pa.Daa use
phir aaKHirii me.n mujh ko bhulaanaa pa.Daa use
Raunak Karn
Ghazal
Raunak Karn
Ghazal
Raunak Karn
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n