SEARCH RESULTS
Showing search results for "qasam"
Ghazal MATCHES FOR "qasam"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
tark-e-ulfat kii qasam bhii ko.ii hotii hai qasam
tuu kabhii yaad to kar bhuulne vaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
zahr miltaa hii nahii.n mujh ko sitamgar varna
kyaa qasam hai tire milne kii ki khaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
KHaatir se yaa lihaaz se mai.n maan to gayaa
jhuuTii qasam se aap kaa iimaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
rabb-e-suKHan mujhe tirii yaktaa.ii kii qasam
ab ko.ii sun ke bolne vaalaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
aa.nkhe.n milaa.o Gair se do ham ko jaam-e-mai
saaqii tumhe.n qasam hai pilaanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
tuu ne qasam mai-kashii kii khaa.ii hai 'Gaalib'
terii qasam kaa kuchh e'tibaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tum se nahii.n milne kaa iraada to hai lekin
tum se na mile.nge ye qasam bhii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
qasam jo khaa.iye to taala-e-zuleKHaa kii
aziiz-e-misr kaa bhii saahab ik Gulaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ne khaa.ii hai qasam phir se mujhe bhuulne kii
mai.n ne is baar bhii aisaa nahii.n hone denaa