SEARCH RESULTS
Showing search results for "qasam"
Nazm MATCHES FOR "qasam"
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
etiraf
apnii jur.at kii qasam ab merii jur.at se Daro
tum lataafat ho agar merii lataafat se Daro
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mujhe qasam hai mirii dukh-bharii javaanii kii
mai.n KHush huu.n merii mohabbat ke phuul Thukraa do
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikast-e-tauba
us jaan-e-mai-kada kii qasam baarhaa 'jigar'
kul aalam-e-basiit pe mai.n chhaa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
intizar
ye aazmaa.ish-e-sabr-e-gurez-paa kab tak
qasam tumhaarii bahut Gam uThaa chukaa huu.n mai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
akele kamre mein
tumhaare sher sunaa kar tumhaare sar kii qasam
saheliyo.n ne mujhe baar baar chhe.Daa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
pandrah august
yahii.n to khaa.ii thii ham sab ne ye qasam us din
yahii.n se nikle the apne safar pe ham us din
Javed Akhtar
Nazm
KHadsha
tirii qasam tirii qurbat ke mausamo.n ke baGair
zamii.n pe mai.n bhii akelaa phiraa KHudaa kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
yaad-e-aligarh
yahaa.n aa ga.e ham na jaane kahaa.n se
qasam de ke ham ko kasii kaa bulaanaa