SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaumi tahzeeb ka masala ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "qaumi tahzeeb ka masala ebooks"
Ghazal
aap kii jamhuuriyat me.n sab to hai.n shaa.ir nahii.n
shaa.erii har qaum kii tahziib kii pahchaan hai
Taj Payami
Ghazal
mohabbato.n kaa yahii mas.ala nahii.n jaataa
ham us se kaise kahe.n kyaa kahaa nahii.n jaataa
Tahzeeb Abrar
Ghazal
har sang-e-malaamat ko jab chaahe masal Daale.n
ab bhii vo ravaanii hai tahziib ke dhaaro.n me.n
Shadan Barabankvi
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
lagaa diyaa mirii vahshat ne sab Thikaane se
havaa to Dartii hai ab KHaak tak u.Daane se
Tahzeeb Abrar
Ghazal
haadisa ye sar-e-baazaar bhii ho saktaa hai
dil kisii roz giraftaar bhii ho saktaa hai
Sahar Indori
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
ye vaz.a-e-qaumiyat aa.inda ruKHsat hone vaalii hai
na.ii tahziib se tajdiid-e-millat hone vaalii hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
aap-biitii ho vo yaa ko.ii kahaanii kahiye
baat jo kahiye vo urdu kii zabaanii kahiye
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Ghazal
tah.ziib-e-musallaa se vaaqif hii na thaa kuchh bhii
aur baiTh gayaa dekho sajjaade pe aa kar ke
Siraj Ajmali
Ghazal
duusraa ruKH nahii.n jis kaa usii tasviir kaa hai
mas.ala bhuule hu.e KHvaab kii ta.abiir kaa hai
Azlan shah
Ghazal
kahaa.n ehsaan merii zaat par taqdiir kaa hogaa
hu.aa gar kuchh mire haq me.n sila tadbiir kaa hogaa