SEARCH RESULTS
Showing search results for "qifaa"
Ghazal MATCHES FOR "qifaa"
Ghazal
kar mu.nh ko Tuk ba-suu-e-qanaa.at ye harf maan
rahtii hai laakh tarah kii aafat qifaa-e-hirs
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
use ye rishta-e-aab-o-saraab laa-yaanii
ki vo zuhuur o KHifaa kii zabaa.n samajhtaa hai
Saleem Shahzad
Ghazal
choTii me.n dil-e-soKHta ko guu.ndh ke pyaare
mat phek qifaa par ki qifaa garm rahegii
Meer Hasan
Ghazal
bairuun-e-dar hai.n suurat-o-ma.anii ke parda-daar
hai.n parda-e-KHifaa me.n qavaaniin-e-iKHtilaaf
Sahir Dehlavi
Ghazal
tajalliyaat ko apnii KHifaa me.n rakhiyo piyaa
havas ke maaro.n kii manzil hai aisaa tuur-badan
Abdullah Saqib
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
yaa vo the KHafaa ham se yaa ham hai.n KHafaa un se
kal un kaa zamaana thaa aaj apnaa zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
sirf dhu.ndlaa.e sitaaro.n kii chamak dekhii hai
kab hu.aa kaun hu.aa kis se KHafaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ik aisaa zaKHm-numaa dil qariib se guzraa
dil us ko dekh ke chiiKHaa Thahar lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
yuu.n to aapas me.n biga.Dte hai.n KHafaa hote hai.n
milne vaale kahii.n ulfat me.n judaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ajiib shaKHs hai naaraaz ho ke ha.nstaa hai
mai.n chaahtaa huu.n KHafaa ho to vo KHafaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
dekhtaa aur na Thahartaa to ko.ii baat bhii thii
jis ne dekhaa hii nahii.n us se KHafaa kyaa honaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
log kahte hai.n ki tuu ab bhii KHafaa hai mujh se
terii aa.nkho.n ne to kuchh aur kahaa hai mujh se