SEARCH RESULTS
Showing search results for "qila"
Ghazal MATCHES FOR "qila"
Ghazal
ik laal-qil.a thaa jo miyaa.n zard pa.D gayaa
ab ra.ng-rez kaun se kis jaa se laa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
subuu-e-qila-shikan kii sipar inaayat kar
ki teG-e-daur-e-zamaa.n be-niyaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
buniyaad jis kii hai havas-e-iqtidaar par
hone ko hai vo qil.a bhii mismaar dekhnaa
Raghib Muradabadi
Ghazal
Abdus Sattar Danish
Ghazal
piiTnaa sar apne maatam me.n aziizo yaar kaa
qil.a-e-kunj-e-lahad kii fat.h kaa naqqaaraa thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aduu vo taaj-mahal laal-qil.a kaa hii nahii.n
vo har nishaanii hamaarii miTaanaa chaahte hai
Imtiyaz Danish Nadwi
Ghazal
kar liyaa hai aqd urdu-e-mu.allaa se 'hafiiz'
qil.a-e-dehlii se aa.ii thii ye Thukraa.ii hu.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
naadaa.n kahii.n panaah nahii.n maut se tujhe
kyaa dekhtaa hai qila-e-faulaad kii taraf
Imdad Imam Asar
Ghazal
ye laal-qil.a ye diivaar-e-chii.n ye taaj-mahal
ye sab ke sab hai.n jalaa.e hu.e bashar ke charaaG
Habab Tirmizi
Ghazal
ye qil.a aur ye masjid-e-shaah-e-jahaa.n kaa auj
kis darja sar-niguu.n huu.n manaaro.n ke shahr me.n
Salam Machhli shahri
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Arti Kumari
Ghazal
Atir Ali Syed
Ghazal
laal-qil.a me.n ko.ii sajtii hai jab bhii mahfil
aisaa lagtaa hai yahaa.n ab bhii 'zafar' rahtaa hai