SEARCH RESULTS
Showing search results for "qimaar-baaz"
Ghazal MATCHES FOR "qimaar-baaz"
Ghazal
baaziicha-gaah-e-ishq me.n vo huu.n qimaar-baaz
dono.n jahaan rakh diye hai.n ek daav par
Imdad Ali Bahr
Ghazal
agar mai.n aaKHirii baazii na kheltaa 'az.har'
to KHaalii haath na aataa qimaar-KHaane se
Azhar Faragh
Ghazal
'saudaa' qimaar-e-ishq me.n shiirii.n se kohkan
baazii agarche paa na sakaa sar to kho sakaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
umiid-o-biim kaa vo ma.arka bhii kyaa thaa 'qamar'
bas ik nazar mirii qismat kaa faisla Thahraa
Qamar usmani
Ghazal
'qamar' mai.n huu.n muKHtaar tanziim-e-shab kaa
hai.n mere hii bas me.n a.ndhere ujaale
Qamar Jalalvi
Ghazal
hai aaj bazm me.n phir izn-e-aam saaqii kaa
'qamar' hunuuz musalmaa.n hai dekhiye kyaa ho
Qamar Moradabadi
Ghazal
muddato.n baad jo is raah se guzraa huu.n 'qamar'
ahd-e-rafta ko bahut yaad kiyaa hai mai.n ne
Qamar Moradabadi
Ghazal
ai 'qamar' vo na hu.ii dekhiye taqdiir kii baat
chaandnii raat jo qismat se kabhii aa.ii bhii
Qamar Jalalvi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
yaar 'qamar' kii baato.n kaa kyaa us kii ek hii raT
likhtaa hai bas naam tiraa vo kaafar-vaafar kyaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
Qamar Suroor
Ghazal
'qamar' ajiib hai usluub-e-KHaamushii us kaa
bas ik nigaah me.n dil kii kitaab likh denaa
Qamar Sanbhali
Ghazal
ham apnii baat kah na sake ai ‘qamar-suruur'
jo maajraa thaa dard kaa ashko.n me.n Dhal gayaa
Qamar Suroor
Ghazal
Gazal kii bazm me.n ik saaz bhii zaruurii hai
'qamar' zabaan me.n naGmo.n kii taan baa.ndh ke chal
Qamar Siwani
Ghazal
ye mo.ajizaat kyaa khule.nge mujh haqiir se
'qamar' kii baat chho.Diye ka.ii gagan bhii hai.n
Shaariq Qamar
Ghazal
lo 'qamar'-saahab zamaana chaal apnii chal gayaa
aap itnaa hii chale bas ghar ke aur daftar ke biich