SEARCH RESULTS
Showing search results for "qirtaas"
Ghazal MATCHES FOR "qirtaas"
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
qirtaas pe naqshe hame.n kyaa kyaa nazar aa.e
sab KHushk nazar aa.e jo dariyaa nazar aa.e
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ko.ii tashbiih kaa KHurshiid na talmiih kaa chaa.nd
sar-e-qirtaas lagaa harf-e-barhana achchhaa
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
mere afkaar ko detii hai jilaa us kii jafaa
Gam na hote to ye qirtaas sa.nvartaa hii nahii.n
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
Seema Naqvi
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
qirtaas o qalam haath me.n hai aur shab-e-mah hai
ai rabb-e-azal khol de jo dil me.n girah hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
chun lo qirtaas o qalam yaa teG kar lo intiKHaab
ko.ii fan apnaa.o lekin shaahkaarii siikh lo
Majid Deobandi
Ghazal
pahle to KHad-o-KHaal banaa.e sar-e-qirtaas
phir apne KHad-o-KHaal ke andar se uThaa mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
safha-e-qirtaas hai yaa za.ng-KHurda aa.iina
likh rahe hai.n aaj kyaa apne suKHan-var dekhnaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
dil ke qirtaas pe ik lafz mohabbat likhnaa
jo kabhii ishq me.n kii thii vo riyaazat likhnaa
Fahmida Mosarrat Ahmad
Ghazal
qirtaas ne har ek amal kar liyaa mahfuuz
mujrim hii magar apnii KHataa bhuul gayaa hai
J. P. Saeed
Ghazal
likhtaa bhii hai mujh ko sar-e-qirtaas-e-mohabbat
mazmuum jo lagtaa huu.n miTaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
Moid Rahbar Lakhnavi
Ghazal
mafhuum to mabnii hai qaarii kii basiirat par
alfaaz se raushan hai qirtaas kaa aa.iina
Anwar Minai
Ghazal
ye na ho aap kii tahriir hii baaGii ho jaa.e
zulm itnaa bhii na qirtaas-o-qalam par kiije