SEARCH RESULTS
Showing search results for "qudarat-e-ilaahii"
Ghazal MATCHES FOR "qudarat-e-ilaahii"
Ghazal
jab kahaa us ne ki martaa huu.n to kosaa is tarah
tujh ko aa.e yaa-ilaahii Gair kii aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kitne kaano.n ke vo kachche hai.n ki allaah kii panaah
kyaa raqiibo.n kii ban aa.ii hai ilaahii tauba
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ilaahii dil vo de jo mahram-e-asraar ho jaa.e
kahii.n aisaa na ho jiinaa miraa be-kaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n 'aKHtar' kabhii bhii mai.n
KHauf-e-sinaan-e-zill-e-ilaahii na laa.uu.ngaa
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
mid.hat-e-zill-e-ilaahii nahii.n hogii ham se
ham ne inkaar kaa me'yaar bachaa rakkhaa hai
Ahmar Nadeem
Ghazal
hai to miTTii kaa magar qudarat-e-KHaaliq bhii hai
husn vaale na banaa le.n ko.ii paimaana-e-dil
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ek se ek niraalaa hai zamaane me.n hasii.n
jalva-e-nuur-e-ilaahii ye parii-zaad hai.n sab
Naseem Dehlvi
Ghazal
har zarra chamaktaa hai anvaar-e-ilaahii se
har saa.ns ye kahtii hai ham hai.n to KHudaa bhii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
paiGambarii razaa-e-ilaahii hai varna 'kaif'
yaaquub dekh sakte the yuusuf ko chaah me.n
Kaif Moradaabadi
Ghazal
ye KHaak-nashiinii hai bahut, zill-e-ilaahii
jachte hii nahii.n jubba-o-dastaar me.n ham log
Aziz Nabeel
Ghazal
arzii insaaf kii ham ne bhii lagaa rakkhii hai
dekhiye zill-e-ilaahii hame.n kab puuchhte hai.n