SEARCH RESULTS
Showing search results for "qudarat-e-ilaahii"
Nazm MATCHES FOR "qudarat-e-ilaahii"
Nazm
ramaen ka ek sin
dekho ye qudarat-e-chaman-aaraa-e-rozgaar
vo abr-o-baad o barf me.n rahte hai.n barqaraar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
meri laDli
tere ho.nTo.n pe zikr-e-ilaahii rahe
duur saa.e se tere tabaahii rahe
Shamim Anjum Warsi
Nazm
zindagi
zindagii fikr-o-nazar kii raushnii
zindagii zaat-e-ilaahii kaa shu.uur
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
munkir ka KHauf
puraanaa paasbaa.n zill-e-ilaahii kaa
jise chaahe kare mansab ataa aalam-panaahii kaa
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
naqsh bar-diwar
quluub zinda se afsos haashmii farzand
charaaG ishq-e-ilaahii kaa nuur kho baiThe
Bebak Bhojpuri
Nazm
ghair-marai taqat
to naadaan insaa.n bahut Gul machaataa
magar ye nizaam-e-ilaahii badaltaa nahii.n hai
Kausar Mazhari
Nazm
uTho naujawano
ye saabir ye shaakir ye zaakir ye zaahid
ye diin-e-ilaahii ke me'maar bande
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
bhaarat ke musalman
ajmer kii dargaah-e-mua.allaa terii jaagiir
mahbuub-e-ilaahii kii zamii.n par tirii tanviir
Jagan Nath Azad
Nazm
gita
be-badal ilm-e-ilaahii kaa sahiifa hai ye
naaKHudaa kashti-e-dil kaa ise jaano samjho
Dharmpal Aaqil
Nazm
shab-e-intizar
masjid ke minaaro.n se vo baa.ng-e-azaa.n aa.ii
darbaar-e-ilaahii me.n ab hogii jabii.n-saa.ii
Amjad Najmi
Nazm
bauna
aur kahaa ai zill-e-ilaahii
aap kaa KHat ab mere KHat se kitnaa chhoTaa lagne lagaa hai