SEARCH RESULTS
Showing search results for "qudarat-e-ilaahii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qudarat-e-ilaahii"
Ghazal
jab kahaa us ne ki martaa huu.n to kosaa is tarah
tujh ko aa.e yaa-ilaahii Gair kii aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kitne kaano.n ke vo kachche hai.n ki allaah kii panaah
kyaa raqiibo.n kii ban aa.ii hai ilaahii tauba
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ilaahii dil vo de jo mahram-e-asraar ho jaa.e
kahii.n aisaa na ho jiinaa miraa be-kaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Nazm
ramayan ka ek scene
dekho ye qudarat-e-chaman-aaraa-e-rozgaar
vo abr-o-baad o barf me.n rahte hai.n barqaraar
Chakbast Braj Narayan
BOOKS MATCHES FOR "qudarat-e-ilaahii"
MORE MATCHES FOR "qudarat-e-ilaahii"
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n 'aKHtar' kabhii bhii mai.n
KHauf-e-sinaan-e-zill-e-ilaahii na laa.uu.ngaa
Akhtar Shahjahanpuri
Hamd
e'jaaz-e-qum-bi-izn-e-ilaahii se baarhaa
baKHshaa hai suukhe pe.D ko mausam bahaar kaa
Khalid Kifayat
Ghazal
mid.hat-e-zill-e-ilaahii nahii.n hogii ham se
ham ne inkaar kaa me'yaar bachaa rakkhaa hai
Ahmar Nadeem
Salam
kahaa thaa maut ko labbaik us ne KHud ba.Dh kar
qazaa-o-qadr-e-ilaahii kaa tarjumaan bhii thaa
Hasan Nawab Hasan
Manqabat
Ahmed Arsalan
Ghazal
hai to miTTii kaa magar qudarat-e-KHaaliq bhii hai
husn vaale na banaa le.n ko.ii paimaana-e-dil
Saqib Lakhnavi
Marsiya
tasviir mai.n us shaKHs kii huu.n tum ko dikhaataa
jo saanii-e-mahbuub-e-ilaahii hai kahaataa
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
ek se ek niraalaa hai zamaane me.n hasii.n
jalva-e-nuur-e-ilaahii ye parii-zaad hai.n sab
Naseem Dehlvi
Nazm
naqsh bar-diwar
quluub zinda se afsos haashmii farzand
charaaG ishq-e-ilaahii kaa nuur kho baiThe
Bebak Bhojpuri
Ghazal
har zarra chamaktaa hai anvaar-e-ilaahii se
har saa.ns ye kahtii hai ham hai.n to KHudaa bhii hai