SEARCH RESULTS
Showing search results for "qur.aa.n"
Ghazal MATCHES FOR "qur.aa.n"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n lagaa jaise ko.ii itr fazaa me.n ghul jaa.e
jab kisii bachche ne qur.aa.n kii tilaavat kii hai
Rahat Indori
Ghazal
sayyad uTThe jo gazette le ke to laakho.n laa.e
shaiKH qur.aan dikhaate phire paisaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
yak nuqta tire safha-e-ruKH par na.i.n bejaa
is mukh ko tire safha-e-qur.aa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
qasam bhii khaa.ii thii qur.aan bhii uThaayaa thaa
phir aaj hai vahii inkaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
mil mujh se ai parii tujhe qur.aan kii qasam
detaa huu.n tujh ko taKHt-e-sulaimaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
qur.aan kaa mafhuum unhe.n kaun bataa.e
aa.nkho.n se jo chehro.n kii tilaavat nahii.n karte
Khursheed Akbar
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
pa.Dhtaa huu.n jab us ko to sanaa kartaa huu.n rab kii
insaan kaa chehra hai ki qur.aan kaa paara
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
teraa ruKH-e-muKHattat qur.aan hai hamaaraa
bosa bhii le.n to kyaa hai iimaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik harf bhii tahriif-zada ho to dikhaa.e
le aa.e uThaa kar ko.ii qur.aan kahii.n kaa
Iftikhar Raghib
Ghazal
mat maaniyo ki hogaa ye be-dard ahl-e-dii.n
gar aave shaiKH pahan ke jaama qur.aan kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
is vaaste muslim kii fitrat me.n mohabbat hai
detaa hai sabaq us ko qur.aan mohabbat kaa