SEARCH RESULTS
Showing search results for "quyuud"
Ghazal MATCHES FOR "quyuud"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
teshe baGair mar na sakaa kohkan 'asad'
sargashta-e-KHumaar-e-rusuum-o-quyuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa kyaa quyuud dahr me.n hai.n ahl-e-hosh ke
aisii fazaa-e-saaf ko zindaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
kyuu.n aa ga.e hai.n bazm-e-zuhuur-o-numuud me.n
aazaad mard ho ke rahe ham quyuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
aanaa pa.Daa palaT ke huduud o quyuud me.n
chho.Dii bahut thii phir bhii sharaafat ga.ii nahii.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hosh-o-KHirad se duur huu.n suud-o-ziyaa.n se duur
diivaana huu.n quyuud-e-rusuum-e-jahaa.n se duur
Saba Afghani
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
tariiq-e-ishq me.n kyuu.n baar-e-Gam uThaa.e na dil
isii pahaa.D ke niiche hai manzil-e-maqsuud
Nooh Narvi
Ghazal
guzar gayaa hai mohabbat me.n ik vo aalam bhii
ki muddato.n mujhe tuu KHud bhii yaad aa na sakaa
Bismil Saeedi
Ghazal
vo kaamyaab-e-mohabbat hai.n jo tire dar se
KHud apne aap ko naa-kaamyaab le aa.e
Fitrat Ansari
Ghazal
ka.Diyaa.n ka.Dii quyuud kii ba.Dhtii chalii ga.ii.n
hiile rah-e-najaat ke bante chale ga.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
is ko quyuud-e-aql ne diivaana kar diyaa
baahar milaa mujhe to vo achchhaa-bhalaa milaa
Qadir Siddiqi
Ghazal
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
kyuu.n duud-e-aah niim-shabii raa.egaa.n rahe
ik aur aasmaa.n na taa-aasmaa.n rahe