SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.ng-e-daur-e-qamar"
Ghazal MATCHES FOR "ra.ng-e-daur-e-qamar"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
havaa-e-daur-e-mai-e-KHush-gavaar raah me.n hai
KHizaa.n chaman se hai jaatii bahaar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye inqalaab bhii ai daur-e-aasmaa.n ho jaa.e
miraa qafas bhii muqaddar se aashiyaa.n ho jaa.e
Siraj Lakhnavi
Ghazal
chhe.D kar tazkira-e-daur-e-javaanii royaa
raat yaaro.n ko sunaa kar mai.n kahaanii royaa
Jafar Tahir
Ghazal
kyaa vaj.h tere zulm-o-sitam me.n mazaa nahii.n
ai daur-e-charKH aaj vo shaayad nahii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
daur-e-aaGaaz-e-jafaa dil kaa sahaaraa niklaa
hausla kuchh na hamaaraa na tumhaaraa niklaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye daur-e-ahl-e-havas hai karam se kaam na le
jafaa se kaam le zaalim vafaa kaa naam na le
Shamim Jaipuri
Ghazal
Masroor Shafaqi
Ghazal
Panna Lal Noor
Ghazal
Makhmoor Saeedi
Ghazal
zamaan-e-hijr miTe daur-e-vasl-e-yaar aa.e
ilaahii ab to KHizaa.n jaa.e aur bahaar aa.e
Akhtar Shirani
Ghazal
shikva-e-daur-e-jaam hai saaqii
zindagii tishna-kaam hai saaqii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
yahii hai daur-e-Gam-e-aashiqii to kyaa hogaa
isii tarah se kaTii zindagii to kyaa hogaa
Farigh Bukhari
Ghazal
daur-e-nigaah-e-saaqii-e-mastaana ek hai
paimaane do hai.n gardish-e-paimaana ek hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
naa-shanaaso.n kii tahsii.n rang laa.ii hai kyaa kyaa
ko.ile bhii ab laal-e-shab-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
baiThe hai.n rang ra.ng ujaale taraashne
rakh kar lahuu kii sham.a sar-e-rahguzaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kitnaa be-KHauf thaa vo Gaar kii taariikii me.n
aaj haatho.n me.n liye shams-o-qamar chiiKHtaa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai sau adaa.o.n se uryaa.n fareb-e-ra.ng-e-anaa
barahna hotii hai lekin hijaab-e-KHvaab ke saath