SEARCH RESULTS
Showing search results for "raazii"
Ghazal MATCHES FOR "raazii"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
'attaar' ho 'ruumii' ho 'raazii' ho 'Gazaalii' ho
kuchh haath nahii.n aataa be-aah-e-sahar-gaahii
Allama Iqbal
Ghazal
vo marhala hai ki ab sail-e-KHuu.n pe raazii hai.n
ham is zamiin ko shaadaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dushman ko mai.n ne pyaar se raazii kiyaa 'shu.uur'
us ke muqaable ke liye tan nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
ilaaj-e-zof-e-yaqii.n in se ho nahii.n saktaa
Gariib agarche hai.n 'raazii' ke nukta-haa-e-daqiiq
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n ne chaahaa thaa ki andoh-e-vafaa se chhuuTuu.n
vo sitamgar mire marne pe bhii raazii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare saath chalne par jo dil raazii nahii.n hotaa
bahut pahle ham apnaa faisla tabdiil kar lete
Saleem Kausar
Ghazal
sar-ba-sar yaar kii marzii pe fidaa ho jaanaa
kyaa Gazab kaam hai raazii-ba-razaa ho jaanaa
Rehman Faris
Ghazal
vo mirii ruuh kii uljhan kaa sabab jaantaa hai
jism kii pyaas bujhaane pe bhii raazii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
tum ko hazaar sharm sahii mujh ko laakh zabt
ulfat vo raaz hai ki chhupaayaa na jaa.egaa