SEARCH RESULTS
Showing search results for "raazii"
Nazm MATCHES FOR "raazii"
Nazm
KHushamad
dil KHushaamad se har ik shaKHs kaa kyaa raazii hai
aadmii jin parii o bhuut balaa raazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHatun-e-mashriq
dahshat-e-fardaa se tharraa.egaa jab un kaa Guruur
haal se tuu hogii raazii KHauf-e-mustaqbil se duur
Josh Malihabadi
Nazm
muflisi
us KHuub-ruu ko kaun de ab daam aur diram
jo kau.Dii kau.Dii bose ko raazii ho dam-ba-dam
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ishq-o-dosti
dostii barso.n kii ham-raazii hai
jaldii-baazii kaa ye baazaar nahii.n
Azeemuddin Ahmad
Nazm
talwar aur qalam
ilm ke maidaan me.n 'raazii' bano
jang ke maidaan me.n Gaazii bano
Faiz Ludhianvi
Nazm
haar jit
mere aaGosh me.n aane ke liye raazii hai
jo kisii aur ko siine me.n chhupaa rakhtii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
ai mubaraz-talab
aur KHudaa aaj tak ham se raazii nahii.n
aur zamii.n saKHt hai
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
guDDe guDiya ka byah
bulaa.e ga.e shahr se ek qaazii
dulhan aur duulhaa hu.e dono.n raazii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
asar paida kar
Gair ko apnaa banaa le vo nazar paidaa kar
sang-rezo.n se guhar-paash guhar paidaa kar
Razi Badayuni
Nazm
nara-e-haq
KHushii ke saath huu.n raazii har ibtilaa ke liye
tuu muntaKHab mujhe kar to sahii jafaa ke liye
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
diyanat-dar laDki
diyaanat se hotaa hai raazii KHudaa
diyaanat kaa la.Dkii ko ye phal milaa