SEARCH RESULTS
Showing search results for "rafuu"
Ghazal MATCHES FOR "rafuu"
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
hamesha mai.n ne garebaa.n ko chaak chaak kiyaa
tamaam umr rafuugar rahe rafuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vafaa kii aa.nch suKHan kaa tapaak do in ko
dilo.n ke chaak rafuu se silaa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sunaa hai shahr me.n zaKHmii dilo.n kaa mela hai
chale.nge ham bhii magar pairahan rafuu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
'mus.hafii' ham to ye samjhe the ki hogaa ko.ii zaKHm
tere dil me.n to bahut kaam rafuu kaa niklaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
rafuu-garaan-e-shahr bhii kamaal log the magar
sitaara-saaz haath me.n qabaa hii aur ho ga.ii
Parveen Shakir
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
hamdam hadiis-e-kuu-e-malaamat sunaa.iyo
dil ko lahuu kare.n yaa garebaa.n rafuu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham abas sozan-o-rishta liye galiyo.n me.n phire
kisii dil me.n na ko.ii kaam rafuu kaa niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
jis zaKHm kii ho saktii ho tadbiir rafuu kii
likh diijiyo yaa rab use qismat me.n aduu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa hogaa rafuugar se rafuu meraa garebaan
ai dast-e-junuu.n tuu ne nahii.n taar bhii chho.Daa