SEARCH RESULTS
Showing search results for "rah-rav-e-raah"
Ghazal MATCHES FOR "rah-rav-e-raah"
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
ham raah-rav-e-manzil dushvaar rahe hai.n
har tarah musiibat me.n giraftaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ye baat raah-rav-e-nukta-daa.n se duur nahii.n
zamii.n kahii.n kii bhii ho aasmaa.n se duur nahii.n
Aftab Hussain
Ghazal
mutma.in baiTh na ai raah-rav-e-raah-e-uruuj
tiraa rahbar hai agar KHauf-e-zavaal achchhaa hai
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
rah-rav-e-raah-e-zindagii vaqt se tez chaal chal
raahbaro.n ko raah me.n fursat-e-rahzanii na de
Zakiya Sultana Nayar
Ghazal
Jameel Arshad Khan Arshad
Ghazal
gaa.nv gaa.nv KHaamoshii sard sab alaa.o hai.n
rah-rav-e-rah-e-hastii kitne ab pa.Daav hai.n
Sibt Ali Saba
Ghazal
ye naqsh-e-paa hai raah-rav-e-raah-e-arsh kaa
ab raah-rau nahii.n hai magar kahkashaa.n to hai
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
duur khi.nchtii hii ga.ii manzil-e-maqsuud magar
rah-rav-e-ishq kii himmat kaa vahii josh rahaa
Yagana Changezi
Ghazal
rah-rav-e-ishq hai.n manzil kii hame.n kyaa ummiid
kyaa chale KHaak agar baiTh ke do-gaam chale
Shatir Hakeemi
Ghazal
ghultaa hai dil ki rah-rav-e-ulfat ke vaaste
mai.n KHizr huu.n pa chashma-e-haivaa.n se duur huu.n
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Aslam Mahmood
Ghazal
be-raah na kyuu.nkar ho.n bhalaa rah-rav-e-manzil
jab raah-numaa raah pe chalne nahii.n dete
Purnam Allahabadi
Ghazal
rah-rav-e-shauq hai begaana-e-manzil varna
kuucha-e-daar kahaa.n kuucha-e-dildaar kahaa.n