SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahe.ngii"
Ghazal MATCHES FOR "rahe.ngii"
Ghazal
dilo.n kii uljhane.n ba.Dhtii rahe.ngii
agar kuchh mashvare baaham na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
us kii yaade.n rahe.ngii mire saath saath
shahr ye chho.D kar ab agar jaa.uu.ngaa
Hadeed Fatema
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
'naasir' udaasiyaa.n to rahe.ngii yuu.nhii mudaam
Dhalne lagii hai raat ko.ii giit gaa.iye
Nasir Zaidi
Ghazal
kab ziyaa-baar tiraa chehra-e-zebaa hogaa
kyaa jab aa.nkhe.n na rahe.ngii to ujaalaa hogaa
Anwar Masood
Ghazal
pa.Dhte phire.nge galiyo.n me.n in reKHto.n ko log
muddat rahe.ngii yaad ye baate.n hamaariyaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
badan bhiige.nge barsaate.n rahe.ngii
abhii kuchh din ye sauGaate.n rahe.ngii
Aashufta Changezi
Ghazal
yahii rahe.nge ye dar ye galiyaa.n yahii rahe.ngii
tumhii chaloge ko.ii nazaara nahii.n chalegaa
Jawayd Anwar
Ghazal
us bevafaa pe bas nahii.n chaltaa to kyaa hu.aa
u.Dtii rahe.ngii apne garebaa.n kii dhajjiyaa.n
Ibn-e-Safi
Ghazal
jalve yahii rahe.nge nazre.n yahii rahe.ngii
baaqii hai aur rahegaa ye irtibaat-e-faanii
Nushur Wahidi
Ghazal
muddato.n qaa.im rahe.ngii ab dilo.n me.n garmiyaa.n
mai.n ne photo le liyaa us ne nazar pahchaan lii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
uThtii rahe.ngii dard kii Tiise.n tamaam umr
hai.n zaKHm tere haath ke bhar bhii ga.e to kyaa
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
murta.ish aavaaz kii lahre.n rahe.ngii der tak
saaz chup ho jaa.e.nge sail-e-sadaa rah jaa.egaa