SEARCH RESULTS
Showing search results for "raihaan"
Ghazal MATCHES FOR "raihaan"
Ghazal
gulaab ambar-o-raihaan motiyaa lobaan
kisii kii zulf-e-mo'attar me.n sab kii KHushbuu milii
Shahzad Qais
Ghazal
dasht-e-Gurbat me.n rulaate hai.n hame.n yaad aa kar
ai vatan tere gul o sumbul o raihaa.n kyaa kyaa
Akhtar Shirani
Ghazal
dekh ai ahl-e-nazar sabza-e-KHat me.n lab-e-laal
ra.ng-e-yaaquut chhupaa hai KHat-e-raihaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
mauj-e-shamiim-e-sumbul-o-raihaa.n ke darmiyaa.n
vaa hai musaahibat kaa dariichaa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aflaak pe taaro.n kii jhalaktii hai tilismaat
aur ruu-e-zamii.n par gul-o-raihaan tamaashaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Tabish Raihan
Ghazal
yaad me.n us ke ruKH o zulf kii har aan 'naziir'
roz-o-shab sumbul-o-raihaa.n se kaho ishq allaah
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHaak se laala-o-gul sumbul-o-raihaa.n nikle
tum bhii parde se nikal aa.o ki armaa.n nikle
Zaheen Shah Taji
Ghazal
tumhaarii chashmo.n ne KHat par magar na Daalii aa.nkh
Gazaal kis liye raihaa.n ko char nahii.n jaate
Nasim Maysori
Ghazal
sausan o nastaran o sumbul o raihaan o gulaab
terii yaado.n ko gulistaa.n me.n chhupaa rakkhaa hai
Shaz Tamkanat
Ghazal
kisii ke aa.nkh dikhaane se kuchh nahii.n hogaa
ham ahl-e-haq hai.n Daraane se kuchh nahii.n hogaa
Tabish Raihan
Ghazal
rashk-e-gulzaar-e-iram arz-e-vatan jab hogii
apne begaane base.n sumbul-o-raihaa.n ho kar
Gulzar Dehlvi
Ghazal
naa-ahl aur nikamme sivaa is ke kyaa kare.n
baiThe har ek shaKHs pe bas tabsira kare.n
Tabish Raihan
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
dushman mire piichhe hai to dariyaa mire aage
ab ko.ii bachaa hii nahii.n rasta mire aage
Tabish Raihan
Ghazal
masnad-e-laala-o-raihaa.n ho ki ho taKHta-e-daar
ham-nashii.n chaara-e-aashufta-sarii mushkil hai
Ravish Siddiqi
Ghazal
jab in kii zulfo.n ko suu.nghaa to andaliib-e-KHayaal
gulaab o nargis o raihaan se nikal aayaa