SEARCH RESULTS
Showing search results for "raja bachot"
Ghazal MATCHES FOR "raja bachot"
Ghazal
malaal-o-hasrat-o-biim-o-rajaa bahut kuchh hai
hamaare paas KHudaa kaa diyaa bahut kuchh hai
Urooj Akhtar Zaidi
Ghazal
ko.ii titlii hai na ko.ii bha.nvraa hai
maalii dekh rahaa baaGo.n kaa KHaalii-pan
Surender Sagar
Ghazal
ye kaun tujh ko bachaa.e hai har balaa se 'razaa'
ye kis ke haath tire sar pe aasmaan se hai.n
Raza Mauranvi
Ghazal
ik tuu bachaa hai shahr to saaraa uja.D gayaa
ab kar rahaa hai kis kaa bhalaa intizaar bhaag
Syed Qais Raza
Ghazal
dariyaa ke talaatum se jo laayaa thaa bachaa kar
ab us kii 'inaayat se hii mai.n Duub rahaa huu.n
Ashraf Raza Qadri
Ghazal
Rana Mazhari Dehlvi
Ghazal
Duubne se bachaa rahaa hai mujhe
ko.ii saahil pe laa rahaa hai mujhe
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
yuu.n to har chaal terii samajh mai.n gayaa
par siyaasat se har dam mai.n bachtaa rahaa
Lokesh Tripathi
Ghazal
usii diye ne jalaayaa mirii hathelii ko
ki jis kii lau ko havaa se bachaa rahaa thaa mai.n
Tanveer Ghazi
Ghazal
raat-din KHarch ho rahaa huu.n mai.n
ab ziyaada nahii.n bachaa huu.n mai.n
Satish Dubey Satyarth
Ghazal
da.ngo.n kii aag ne to nahii.n farq kuchh kiyaa
girdhar nahii.n bachaa vahaa.n abdul nahii.n rahaa
Vipin Suneja Shayeq
Ghazal
kaun ab us ko uja.Dne se bachaa saktaa hai
haa.e vo ghar ki jo apne hii makii.n kaa na rahaa
Nazir Fatehpuri
Ghazal
chaa.nd ke saath ik sitaaraa 'zafar'
jaise baa.nho.n me.n so rahaa hai ko.ii