SEARCH RESULTS
Showing search results for "ramaq"
Ghazal MATCHES FOR "ramaq"
Ghazal
suuraj huu.n zindagii kii ramaq chho.D jaa.uu.ngaa
mai.n Duub bhii gayaa to shafaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
ai gul tujhe aziiz huu.n rakhtaa mai.n is liye
yaanii ki tujh me.n ek ramaq buu-e-yaar hai
Asifud Daula
Ghazal
ho vahm kii dastak ki kisii paa.nv kii aahaT
jiine ke liye kuchh to ramaq chaahiye mujh ko
Iqbal Sajid
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab tak ramaq hayaat kii paidaa na ho sakii
kyaa mai.n lahuu chhi.Daktaa rahaa huu.n chaTaan par
Shahood Alam Aafaqi
Ghazal
lahje me.n Dhuu.nDhiye na halaavat ki umr bhar
lamho.n kaa zahr ham ne piyaa hai ramaq ramaq
Sabir Zahid
Ghazal
Sabiha Sumbul
Ghazal
abhii sitaaro.n me.n baaqii hai zindagii kii ramaq
kuchh aur der zaraa narm garm chaadar khii.nch
Afroz Alam
Ghazal
Alok Yadav
Ghazal
vo sab charaaG ki thii jin me.n raushnii kii ramaq
bujhaa diye ga.e bastii me.n shaam se pahle
Mohsin Ehsan
Ghazal
buland fikr kii har sher se ayaa.n ho ramaq
mire qalam se adaa ho kabhii Gazal kaa haq
Dr. Azam
Ghazal
is mahfil-e-tarab me.n nahii.n chaashnii ko.ii
dil me.n ramaq na ho agar bazm-e-suruud KHaak
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
mahal to holii diivaalii ke liye bane hai.n
aag kaa ramaq to laa-vaaris kaa KHema hogaa
Baqar Naqvi
Ghazal
jaa na tuu hasrat-e-diidaar abhii baaqii hai
ik ramaq mujh me.n dam-e-yaar abhii baaqii hai
Tanvir Dehlvi
Ghazal
muGaa.irat se bharii tiirgii ke biich 'naved'
ik andaruunii ramaq ruu-shanaas rahne lagii
Afzaal Naveed
Ghazal
na buu-e-gul na anaa kii ramaq milii un me.n
jo vahshato.n kaa sadaa aashiyaa.n banaate hai.n
Jawed Manzar
Ghazal
kisii vajuud kii ko.ii ramaq na ho jaise
daraaz silsila-e-maah-o-saal aisaa thaa