SEARCH RESULTS
Showing search results for "raqam"
Ghazal MATCHES FOR "raqam"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kisii kaa dard ho karte hai.n tere naam raqam
gila hai jo bhii kisii se tire sabab se hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
lauh dil ko Gam-e-ulfat ko qalam kahte hai.n
kun hai andaaz-e-raqam husn ke afsaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Garaz kyaa ki samjhe.n mire KHat kaa mazmuu.n
vo unvaan o tarz-e-raqam dekhte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
allaah re tiraa ro'b ki ahvaal-e-dil apnaa
de dete hai.n ham kar ke raqam kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
na hu.ii ham se raqam hairat-e-KHatt-e-ruKH-e-yaar
safha-e.aa.ina jaulaa.n-gah-e-tuutii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
bayaaz-e-dil par Gazal kii suurat raqam kiye hai.n
tire karam bhii tire sitam bhii hisaab saare
Ahmad Faraz
Ghazal
ek ek lafz tumhaaraa tumhe.n ma.aluum nahii.n
vaqt ke khurdure kaaGaz pe raqam hotaa hai
Wali Aasi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
guzar chalaa huu.n kisii ko yaqii.n dilaataa hu.aa
ki lauh-e-dil pe raqam hai jo naam aaKHirii hai
Abbas Tabish
Ghazal
mah.ngaa.ii raah-e-raast pe le aa.ii khii.nch kar
bachtii nahii.n raqam burii aadaat ke liye
Anwar Shuoor
Ghazal
na jaane kaun saa fiqra kahaa.n raqam ho jaa.e
dilo.n kaa haal bhii ab kaun kis se kahtaa hai