SEARCH RESULTS
Showing search results for "raqam"
Nazm MATCHES FOR "raqam"
Nazm
lauh-o-qalam
ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahe.nge
jo dil pe guzartii hai raqam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jo mera tumhaara rishta hai
likhaa gayaa hai bahut lutf-e-vasl o dard-e-firaaq
magar ye kaifiyat apnii raqam nahii.n hai kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
jo fikr-e-taaza-dam hai ustaad kii ataa hai
jo kuchh kiyaa raqam hai ustaad kii ataa hai
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
self made logon ka alamiya
lekin is tarah jaise
qarz kii raqam ko.ii qist qist ho jaa.e
Amjad Islam Amjad
Nazm
nai tahzib
na paidaa hogii KHat-e-nasKH se shaan-e-adab-aagii.n
na nastaaliiq harf is taur se zeb-e-raqam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
kabhii ye taqdiir-e-dasht-o-sahraa
raqam hu.aa hai ye aa.nso.o.n me.n
Tariq Qamar
Nazm
qaid-e-tanhai
ghol kar talKHii-e-diiroz me.n imroz kaa zahr
hasrat-e-roz-e-mulaaqaat raqam kii mai.n ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lahu ka suragh
kisii alam pe raqam ho ke mushtahar hotaa
pukaartaa rahaa be-aasraa yatiim lahuu
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taKHliq
muu-qalam halqa-e-abruu ko banaa de KHanjar
lafz nauho.n me.n raqam mad.h-e-ruKH-e-yaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
KHurshid-e-mahshar ki lau
farq-e-KHurshiid-e-mahshar pe ho.nge raqam
az-karaa.n taa-karaa.n kab tumhaare qadam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
ho agar haatho.n me.n tere KHaam-e-mojiz raqam
shiisha-e-dil ho agar teraa misaal-e-jaam-e-jam
Allama Iqbal
Nazm
muddat ke baad
chehre pe umr bhar kii masaafat raqam sahii
dil ke liye tamaam safar lamha bhar kaa thaa
Himayat Ali Shayar
Nazm
alamiya-e-naqd
raqam le ke haatho.n me.n ye kah rahii hai
ye ruupya agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Fay Seen Ejaz
Nazm
waqt
daaman-e-koh me.n chalte hu.e hal
siina-e-dahr pe insaan ke jabruut kii taariiKH raqam karte hai.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mubarak wo saat
raushnii mujh pe chamkii
mere dil pe dhartii ne aur us ke arfa.a mazaahir ne apnii mohabbat raqam kii