SEARCH RESULTS
Showing search results for "raqba"
Ghazal MATCHES FOR "raqba"
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
use kaho tum ki Dor rishto.n kii siidhii rakkhe
mohabbato.n kii zamii.n kaa raqba nikaalnaa hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
mai.n naaptaa huu.n to har baar raqba-e-aflaak
mirii nigaah kii vus.at se kam nikaltaa hai
Nomaan Shauque
Ghazal
tez ho jaa.e.n havaa.e.n to baguulaa ho jaa.uu.n
ghuumte ghuumte ham-raqba-e-sahraa ho jaa.uu.n
Zubair Shifai
Ghazal
aa.nkh kaa manzar-naama baa.nT liyaa jaa.e
ya.anii KHvaab kaa raqba baa.nT liyaa jaa.e
Rahil Bukhari
Ghazal
'aql raqba hai ki aabaad hu.aa jaataa hai
dil 'imaarat hai ki mismaar hu.ii jaatii hai
Abdullah Saqib
Ghazal
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaa
ruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jab se tuu ne mujhe diivaana banaa rakkhaa hai
sa.ng har shaKHs ne haatho.n me.n uThaa rakkhaa hai
Hakeem Nasir
Ghazal
ik to ham ko adab aadaab ne pyaasaa rakkhaa
us pe mahfil me.n suraahii ne bhii gardish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
ye samajh kar tujhe ai maut lagaa rakkhaa hai
kaam aataa hai bure vaqt me.n aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mire guluu me.n hai ik naGma jibra.iil-aashob
sambhaal kar jise rakkhaa hai laa-makaa.n ke liye