SEARCH RESULTS
Showing search results for "raqs-e-bismil"
Ghazal MATCHES FOR "raqs-e-bismil"
Ghazal
raqs-e-bismil kii mire dil ko adaa bhii aa.e
mujh se bichha.Do to ta.Dapne kaa mazaa bhii aa.e
Javed Naseemi
Ghazal
raqs-e-bismil sahii zanjiir kii jhankaar sahii
ham-nashii.n raah-e-junuu.n me.n rasan-o-daar sahii
Mahmood-ul-Hasan
Ghazal
aah is umr-e-mohabbat me.n kabhii ai 'bismil'
ek din aa.egaa ye din mujhe ma.aluum na thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
KHudaa lagtii kaho lillaah sadaaqat ko na jhuTlaa.o
tumhe.n afsaana-e-betaabi-e-'bismil' pasand aayaa
Bismil Dehlavi
Ghazal
kahaa.n tak shikva-e-be-mehrii-e-ahbaab ai hamdam
zamaana darpa.e-aazaar-e-'bismil' hotaa jaataa hai
Bismil Dehlavi
Ghazal
zikr-e-'bismil' pe vo farmaane lage jhu.njhlaa kar
hogaa ko.ii chalo jaane do hame.n yaad nahii.n
Bismil Dehlavi
Ghazal
Bismil Dehlavi
Ghazal
puuchh mat mujh se mirii haalat-e-dil ai 'bismil'
dil ke zaKHmo.n pe nayaa tiir chalaa ho jaise
Bismil Aazmi
Ghazal
'bismil' tum aaj rote ho anjaam-e-ishq ko
ham kal samajh ga.e the kuchh aasaar dekh kar
Bismil Saeedi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
badal ga.e sahar-o-shaam-e-zindagii 'bismil'
vo zindagii ke manaazir na vo fazaa.e.n rahii.n