SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasm-o-rah-e-dil"
Ghazal MATCHES FOR "rasm-o-rah-e-dil"
Ghazal
dilchasp nazar aa.ii thii ye rasm-o-rah-e-dil
par jaan kaa ik rog hai ab jaan rahe hai.n
Wali Alam Shaheen
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
vahii be-vaj.h udaasii vahii be-naam KHalish
rasm-e-raah-e-dil-e-naakaam se jii Dartaa hai
Javed Kamal Rampuri
Ghazal
ham kahaa.n aur kahaa.n rasm-o-rah-e-'aam-e-Gazal
jaane kis shoKH ke sar jaa.egaa ilzaam-e-Gazal
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
tajdiid-e-rasm-o-raah-e-mulaaqaat kiijiye
mujh se nazar milaa ke zaraa baat kiijiye
Anwar Sabri
Ghazal
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
tark un se rasm-o-raah-e-mulaaqaat ho ga.ii
yuu.n mil ga.e kahii.n to ko.ii baat ho ga.ii
Saleem Ahmed
Ghazal
rasm-o-raah-e-dahr kyaa josh-e-mohabbat bhii to ho
TuuT jaatii hai har ik zanjiir vahshat bhii to ho
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jab kabhii rasm-o-rah-e-‘aam sadaa detii hai
dil ko kyaa kyaa havas-e-naam sadaa detii hai
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
tum jaano tum ko Gair se jo rasm-o-raah ho
mujh ko bhii puuchhte raho to kyaa gunaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
pahle to rasm-o-raah ba.Dhaataa chalaa gayaa
phir aa.ine se jaan chhu.Daataa chalaa gayaa
Ali Tasif
Ghazal
kuchh aisaa e.atibaar uThaa rasm-o-raah kaa
hairat me.n Daal detaa hai milnaa nigaah kaa