SEARCH RESULTS
Showing search results for "ratte"
Ghazal MATCHES FOR "ratte"
Ghazal
biktii hai ab kitaab bhii cassette ke rate pe
kaise banegaa 'Gaalib' o 'iqbaal' kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
siikh paayaa nahii.n jo pyaar ke aksar Dhaa.ii
kyo.n raTe ved vo kyo.n haafiz-e-qur.aan bane
Sada Ambalvi
Ghazal
ek sabaq raTte to hai.n par yaad nahii.n hotaa
tifl-e-maktab kab se khole basta baiThe hai.n
Akhilesh Tiwari
Ghazal
rahiim-o-raam kii sumran hai shaiKH-o-hinduu ko
dil us ke naam kii raTnaa raTe hai kyaa kiije
Waliullah Muhib
Ghazal
vahii raTe hu.e jumle ugal rahaa huu.n abhii
giraft-e-harf se baahar nikal rahaa huu.n abhii
Najeeb Ahmad
Ghazal
bahut din dars-e-ulfat me.n kaTe hai.n
mohabbat ke sabaq barso.n raTe hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Akhtar Shaikh
Ghazal
ziist kii gha.Diyaa.n kahii.n rote rahe ha.nste rahe
saade kaaGaz ke likhe ko umr bhar pa.Dhte rahe
Nusrat Chaudhary
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge