SEARCH RESULTS
Showing search results for "raza ashk"
Ghazal MATCHES FOR "raza ashk"
Ghazal
ye vahii kahte hai.n maaluum nahii.n jin ko 'razaa'
ishq karnaa bahut aasaan hai mushkil to nahii.n
Raza Amrohvi
Ghazal
vo haal 'razaa' tum ne banaa rakkhaa hai dil kaa
dekhe jo ko.ii ishq kaa aazaar hii samjhe
Raza Jaunpuri
Ghazal
lazzat dard farishto.n ko 'razaa' kyaa ma.aluum
na hu.aa ishq kaa aazaar bashar se pahle
Raza Jaunpuri
Ghazal
ishq kii kyaa tarbiyat tujh se kahuu.n ai 'razaa'
aah ko naala kiyaa naale ko afGaa.n kiyaa
Raza Azimabadi
Ghazal
majnuu.n kaa ishq sach hai pa mauzuuno.n ne 'razaa'
zarra sii baat thii use ik daastaa.n kiyaa
Raza Azimabadi
Ghazal
pachaas saalo.n me.n do ik baras kaa rishta thaa
mirii vafaa se tumhaarii havas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
daaman se apne jhaa.D ke sahraa-e-Gam kii dhuul
aa.o chalo na ham bhii chune.n sarKHushii ke phuul
Raza Ashk
Ghazal
Raza Ashk
Ghazal
savaad-e-shahr me.n tho.Dii sii ye jo jannat hai
hamaare ahd ke namruud kii viraasat hai
Raza Ashk
Ghazal
siine me.n raaz-e-ishq chhupaayaa na jaa.egaa
ye aag vo hai jis ko dabaayaa na jaa.egaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
rahaa 'ishq me.n qalb-e-muztar nikal kar
ta.Dap kar pha.Dak kar machal kar uchhal kar