SEARCH RESULTS
Showing search results for "razm"
Ghazal MATCHES FOR "razm"
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
bazm me.n yaaro.n kii shamshiir ke jauhar dekho
razm me.n lekin talvaaro.n ko myaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
razm hai KHuun kaa hazar ko.ii bahaa.e yaa bahe
rustam o zaal hai.n malaal ya.anii ki saam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
bazm me.n yaaro.n kii shamshiir lahuu me.n tar hai
razm me.n lekin talvaar ko miyaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
be-razm din guzaar liyaa ratjagaa manaa.o
ai ahl-e-bazm jaag uTho raat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
razm-gaah-e-jahaa.n ban ga.ii jaa-e-aman-o-amaa.n
hai yahii vaqt kii raagnii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
aaj se ham ne bhii zaKHmo.n ko tabassum jaanaa
razm ko bazm-gah-e-laala-ezaaraa.n samjhe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
abhii shikast kyaa ki razm-e-aaKHirii ik aur hai
pukaartii hai zindagii haziimato.n ke darmiyaa.n
Pirzada Qasim
Ghazal
zamaane terii hunar-kosh razm ke haatho.n
mai.n luT chukaa thaa magar shaa.erii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
the razm-gaah-e-mohabbat ke bhii ajab andaaz
usii ne vaar kiyaa jis ne be-sipar jaanaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
'zafar' ghire to usii razm-e-gaah-e-hastii me.n
hu.e shahiid saf-e-karbalaa se la.Dte hu.e
Zafar Moradabadi
Ghazal
rakhaa bachcho.n me.n jazb-e-razm bhii kuchh
khilauno.n kaa to lashkar rakh diyaa hai
Mahshar Badayuni
Ghazal
shab-gaziida logo.n ko nii.nd se ulajhnaa hai
raat kii masaafat me.n razm-e-sub.h-gaahii kyaa
Saleem Kausar
Ghazal
ham to is razm-gah-e-vaqt me.n rahte hai.n jahaa.n
haath kaT jaa.e.n to daa.nto.n se alam uThte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
pahluu-o-pusht-o-siina-o-ruKHsaar aa.ina
hai razm-gaah-e-husn kaa ye chaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
razm-e-vafaa me.n sah ke dikhaa tiir-e-tanz ko
teG-e-zabaa.n se vaar na kar intizaar kar
Idris Azad
Ghazal
'razaa' vo ran pa.Daa kal shab ba-razm-gaah-e-junuu.n
kulaahe.n chho.D ke sab log sar bachaane lage