SEARCH RESULTS
Showing search results for "ris"
Ghazal MATCHES FOR "ris"
Ghazal
dil ko aamaada-e-tajdiid-e-vafaa kaise karuu.n
ris rahe hai.n abhii naasuur puraane vaale
Aabid Jafri
Ghazal
ris rahaa hai KHuu.n badan se bhiigtaa hai pairahan
zaKHm hai mere jigar kaa yaa ki laala-zaar hai
Tauqeer Zaidi
Ghazal
'razaa' ye KHushbu.o.n kaa zaa.iqa nahii.n
jo ris rahaa hai jism ke gulaab se
Naeem Raza Bhatti
Ghazal
ris rahaa hai muddat se ko.ii pahlaa Gam mujh me.n
raasta banaataa hai aa.nsu.o.n kaa nam mujh me.n
Bilal Ahmad
Ghazal
naala kar kar ke dil hu.aa KHaamosh
rah gayaa hai pa pho.Daa ris ris ke
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Raunaq Raza
Ghazal
kuchh gale tasviir se the raat mai.n ne kar diye
har taraf se ris rahii hai ab namii diivaar se
Faisal Tufail
Ghazal
maaya-e-dard jo ris aa.e the ik haikal me.n
sab kii vahdat se faqat mai.n miraa dil hai vaaqif
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
ishrat-e-paara-e-dil zaKHm-e-tamannaa khaanaa
lazzat-e-riish-e-jigar Garq-e-namak-daa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
is gulistaa.n kii yahii riit hai ai shaaKH-e-gul
tuu ne jis phuul ko paalaa vo paraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
ye log kaise magar dushmanii nibaahte hai.n
hame.n to raas na aa.ii.n mohabbate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
jhuktii hu.ii nazar ho ki simTaa hu.aa badan
har ras-bharii ghaTaa ko baras jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
dar-ba-dar hone se pahle kabhii sochaa bhii na thaa
ghar mujhe raas na aayaa to kidhar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
terii qurbat ke ye lamhe use raas aa.e.n kyaa
sub.h hone kaa jise shaam se Dar lagtaa hai