SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishte-daaro.n"
Ghazal MATCHES FOR "rishte-daaro.n"
Ghazal
meraa dukh-sukh baa.nTne to aa jaate hai.n
ham-saa.e achchhe hai.n rishte-daaro.n se
Fayyaz Uddin Saieb
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
dikhaa.ii detii nahii.n ab saf-e-azaa-daaraa.n
yahaa.n ke log bhii ko.ii alam nahii.n rakhte
Shahabuddin Saqib
Ghazal
‘itr-daano.n se banaa rakkhaa hai rishta us ne
phuul yuu.n hii nahii.n biimaar hu.e jaate hai.n
Umais Ahmar
Ghazal
mai.n dil kii baat bhii kahtaa to kis tarah kahtaa
galii ke sab dar-o-diivaar kaan rakhte the
Maikash Amrohvi
Ghazal
dhu.e.n kii oT se baahar bhii aa gayaa hotaa
hamaare saath agar rishta-e-havaa hotaa
Wajid Qureshi
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
zamii.n ke Tuk.De kiye aasmaan baa.nTegaa
vo shaah-e-vaqt hai saaraa jahaan baa.nTegaa
Kahkashan Tabassum
Ghazal
kyo.n Daraataa hai hame.n daar-o-rasan se baatil
haq-parastii ke liye daar pe sar rakhte hai.n
Sarfraz Khan Nadeem
Ghazal
hushyaarii kaa mol chukaataa rahtaa huu.n
naa-daano.n se dhoke khaataa rahtaa huu.n
Shariq Kaifi
Ghazal
Moid Rasheedi
Ghazal
din bahut raat bahut sub.h bahut shaam bahut
aa.e har-vaqt mire hisse me.n ilzaam bahut